Jab Nazar Uski Jab Nazar Uski Aan Parti HaiJab nazar uskJab nazar uski aan parti haiZindagi tab dhiaan parti haiJhel lete hain aashiq, ai farhadJiske sar jaisi aan parti haiBaat is dil ke dard ki , yaaroGufatgoo mein nidaan parti haiEk ke munh se jis ghari nikliPhir tau sau ki zabaan parti haiLekin itna koi kahe mujh seKabhu us ke bhi kaan parti haiManzalat sher ki tire, saudaYun bawaham-o-gumaan parti haiNahin isaah tu, par sukhan se tireTan-e-be jan mein jaan parti hai
Aashiqi Ka Ho Bura HaalAashiqi ka ho bura haalIshne bigaare saare kaamHum toh a.b. mein raheAghiaar b.a. pass ho gaye
Yeh Kya Gumaan Hai Yeh Kya Gumaan Hai Bad GumaanYeh kya gumaan haYeh kya gumaan hai bad gumaanSamajh na mujhko natawaanKhyal-e-zuhd abhi kahanAbhi tau main jawan hunIbadaton ka zikar haiNijat ki bhi fikr haiJanoonhai sawaab kaKhayal hai azaab kaMagar suno tau sheikh jiAjib shai hain aap bhiBhala shabab-o-aashiqiAlag hue bhi hain kabhiHaseen jalwa-rez honAdaein fitna-khez honHawain itar-bez honTau shauqkyon na tez hon
Kaha Majnu Se Kaha Majnun Se Yah Laila Ki Maa NeKaha majnu sKaha majnun se yah laila ki maa neKi beta tu agar kar le m.a passTau fauran beaah doon laila ko tujhseBina diqqat main ban jaaoon teri saasKaha majnun ne yah achchhi sunaaiKuja aashiq kuja college ki bakwaasKuja yah fitrati josh-e-tabiyatKuja thaunsi hui cheezon ka ahsaasBari bhi aapko kya ho gaya haiHiran mein laddi jaati hai kahin ghassYah abhi hi qadardani aap ne kiMujhe samjha hai koi harcharan dasDil apna khoonkarne ko hoon maujoodNahin manzoor maghz-e-sar ka aamaasYahi teri hai shart-e-wasl-e-lailaTau isteefa mera ba hasrat o yaas
Ae Dil Kissi Ki Yaad Mein Rona Fazool HaiAe dil kissi ki yaad mein ronFazool hai, ye aansoo bade anmoHain inhe khona fazool haiRoyo to unke liye jo tum paNisaar hain unke liye kya ronJinke aashiq hazaar hain..
Arz Kiya HaiArz kiya haiAye khuda unhe itna haseen bnaya hi kyo thaWah waWah waAye khuda unhe itna haseen bnaya hi kyo tha.....Aashiqui me kal mai uske bhaiyon se fir pita